Afsos iss baat ki nahi ki
Na mai iss duniya ko samajh paya
Na iss duniya mujhko;
Afsos iss baat ki
Ki mai sochtha raha
Iss duniya samajhne ki laayak hai
Aur mai bhi koi kum laayak nahi.
Ab dekhna ye hai
Kya mujhme itni kaabiliyat hai
Ki mai khud ko samajh paoonga?