Zindagi se maine mohabbat ki
Bachpan se leke abh tak
Samjhne ki bharpoor koshish ki
Aur samajh bhi chukaa hoon
Lekin dekho kya baat hain
Achi baat kaho ya buri baat
Abh hum zindagi ko hi
Nazar andaaz karne lage
Kyunki zindagi se nahi
Khud se mohabbat karne lage
Ye mohabbat bhi bhuj rahi hain
Khud ko hi nazar andaaz karne lage
Khud se Khuda ka faasla jo mitjaa rahi.